Bam Bam Bhole

By Manujdev Bhardwaj (2017)
On album Bam Bam Bhole (2017)

Bam Bam Bhole
Bhardwaj Productions presents
Shiv Bhajan - Bam Bam Bhole
Singer - Manujdev Bhardwaj
Music - Harsh-Akrsh
Lyrics - Swami Adhish Ji
(Shri Dwarikadhish Aashram)



Bam lehri, babam bam bam*2

Bhole shankar bhandar bharenge
Bhav se beda paar karenge, bam lehri*2

Sabka hi uddhar karenge
Jholi khali dev bharenge

Bam lehri, babam bam bam*2

Bam bam bhole jai shiv shankar
Mera man bole, bam bam bhole*4

Sarv sukhon ke tum ho daata
Dukh nahi usko jo, tumko dhyata*2
Dhan yash keerti ho, jag vikhyata
Pooja se tumhari sab kuch aata
Bam bam bhole

Bam bam bhole jai shiv shankar
Mera man bole, bam bam bhole*3

Devon ke dev, mahadev tripurari
Bhale shashi sohe, jata gang pyari*2
Haath trishul, nandi bael ho sawari
Darsh dikhana sang sohe maa bhawani
Bam bam bhole

Bam bam bhole jai shiv shankar
Mera man bole, bam bam bhole*3

Tum ho prabhu bhole, hum bhi to hai bhole
Bin tere mera, manva kyun dole*2
Man mandir me tera, naam jape haule haule
Baat nihare, dev nayanan ye khole
Bam bam bhole

Bam bam bhole jai shiv shankar
Mera man bole, bam bam bhole*3

Mayadhish hey, ab dhardani
Teri mahima, sab ne maani*2
Kar kripa ab, jag kalyani
Duniya me tere jaisa nahi koi daani
Bam bam bhole

Bam bam bhole jai shiv shankar
Mera man bole, bam bam bhole*3

Om namah shivaye bolo om namah shivaye*4

Is bhav se tarne ka ab to
Ek hai yahi upaye

Om namah shivaye bolo, om namah shivaye*2

Rishi muni guru sab ne keh dina
Granthan diya bataye

Om namah shivaye bolo om namah shivaye*4

Bam bam bhole jai shiv shankar
Mera man bole, bam bam bhole*4

Bam bam bhole, babam bam bam*4

Go back to your search "Aaj shivrtri hai shiv ji se"

Go back to main blog post

Not the right song? Post your comment for help

Showing search results from SongSearch