Hum Nadaan

By Bayaan (2018)
On album 4 Saal (2019), Pepsi Battle of the Bands Season 3: Episode 3 (2018)

4 Saal
Rangon, mulkon, dharmon mein yun batay ho tum k
Goya k ye sab sath lekay aye thay
Sadyon k khoon bahane ka huwa kya hasil
Kya tum sanwar gaye?

Hmmmm.. (hum)
Kya din badal gaye?

Dolat nafrat ka khayl ye ghinouna kab tak?
Kab tak zulmat k saamne jhukenge sar
Jaanenge kab, ek noor se banay hain hum or
Humee to hain nadaan

Fani ho tum or ye jahan
Daaim raha hai kon yahan
Ishq hi hai noor-e-azal
Ishq hi rab, ishq baqa


Zindagi mukhtasar hai to pyar karein
Kyu larein kyu hum apna shikaar karein
Nasl aik, aik rooh tou kyu na shar chor kar
Raasta ishq ka ikhtiyaar karein?

Go back to your search "Ka hatma shar"

Go back to main blog post

Not the right song? Post your comment for help

Showing search results from SongSearch